Aaj ke iss lekh me charcha kiya gaya hai ki Adsense Account Approved Kaise kare, Dosto har Blogger ka yehi Sapna hota hai ki usaki ek khud ki apni personal Website ho, jisase ki wah aasani se Google Adsense ki madad se paise kama paaye, Aj hum isi subject ko laker charcha karne wale hai, to chaliye shuru karte hai.
Adsense Account Approved Kaise Karaye?
Adsense Account Approved karana utna bhi kathin nahi hota, jab aap achhi tarah kaam karte ho ya aap apna kuchh samay apni Website banane me barbad karte ho, kyuki dosto mai to yehi kahunga ki agar aap mehanat karte ho to aap safalta jarur prapt karoge, aur kuchh log aise bhi hote hai ki apni Blog par apni website bana li week on 2 week kaam kiya aur kuchh mahino ke baad wo apni site ko adhura chhod chale jaate hai, wo issliye kyuki wo apna kaam thik tarike se nahi kar paate jiske kaaran ki unka Adsense Account Approved nahi ho pata, aur unka sara diya huwa time bekar chala jata hai,
To inhi sab baato ko laker hum aapke saamne ek New Tricks laker aaye hai jahna aapki Site ko Google Adsense ke dwara 24Hours me Approved kar diya jaayega, Agar aap iss Tricks ka istemaal karte hai to, kyuki Dosto maine bahut se logo ki Adsense Account isi Tricks ki sahayata se Approved karayi hai, aur Approved bhi ho chuki hai, Aap bhi iss tarike ko achhi tarah se follow karenge to, sach maaniye aapki safalta bekaar nahi jaayegi, aap kaamyabi jarur haasil karoge bas aap iss tricks ko follow kariye,
#1. Templates & Design: Aapki Wbsite ki Designing badhiya honi chahiye, aur fast loading honi chahiye i mean aapki site par jyadatar Pictures Upload nahi honi chahiye, & aapki Website ki Templates achhi aur Responseable honi chahiye,
#2. Pages: Adsense Account Approved karane ke liye Most Importente ye five page About Us, Contact Us, Privacy Policy, Desclaimers, Terms & Service Pages ka hona bahut jaruri hai, jisase ki aapke Adsense ke Account jald hi Approved mil jata hai,
#3. Domains: Adsense Account Approved karane ke liye aapki Website par Top Level ka Domain laga hona chahiye, jaise ki .com, .in, .co.in, .org jaise Domains agar aapke Website par laga hai to Adsense Approved hone ke chaance aur bhi badh jaate hai, But Custom Domains aur .tk jaisi Domains ka use kar Adsense Approved na karaye, kyuki iss Domains pe Approval milna band ho chuka hai, koshish kare ki .com ki hi Domain lagaye aapki site jaldi Approved kar diya jaayega,
#4. Post: Aapke Blog par kam se kam 25 Aarticles hone chahiye 300-500 Words tak ke aarticles hone chahiye,
#5. Content Apne Blog par High Quality ke Content use kare mera matalab khud apne se likhe kisi ki bhi Copy aur Paste na kare,
#6. Traffic: Aapke Blog par daily ke 500 Visitor aane chahiye aur wo bhi Organic Traffic, Yaad rahe aapko koi bhi Paid Traffic use nahi karni hai, aako bulkul real traffic lana hai apne Blog par,
#7. SEO: Yah bahut jaruri hota hai aapko apne Adsense ko Approved karane me SEO, Search Engine Optimization jo ki aapko Google Webmaster Tools me jaakar apni Blog ko Verify karwate hai, aur Analystics se Link karte hai jisase ki aapke Adsense ki Approved hone ki chaance aur bhi badh jaati hai,
#8. Post Type: Aapke Website par kisi bhi prakar ka aisa Post nahi hona chahiye jo Google ke Policy ke khilaaf ho jaise Hacking, Adult,Gambling aur Drugs se related koi bhi Post nahi honi chahiye, kyuki aapka Adsense Account Approved nahi hoga, Ye Polici ke khilaaf hai,
#9. Ads: Aapke Blog par pehale se kisi prakar ka koi bhi Ads nahi laga hona chahiye, Aur agar laga bhi hai to aap usse pehale hata de nahi to aapka Adsense Approved nahi hoga,
#10. Continue Post: Apne Blog par Continu Post daalte rahe, jisase ki Google ko lage ki ye banda kaafi mehanat karta hai aur aapka isase bhi Account jaldi Approved ho jata hai.
To dosto ye thi kchh tips and tricks jinki sahayata se apni Adsense Account ka Approval asani se aur jaldi paa sakte hai 24Hours ke andar hi, Bas aap mere bataye gaye nirdesho ke anusaar in Steps ko follow kare,